Both Christians and Muslims believe that Prophet Jesus (pbuh) / Hazrat I’saa (a.s) was raised alive to Sky by God and he will return to this Planet with his original body but a Mr. Muhammad Shakeel bin Hanif, has falsely Claimed that the Soul of Prophet Jesus (pbuh) / Hazrat I’sa (a.s) has arised in his body However in fact, both Christianity and Islam doesn’t belief the Concept of TRANSMISSION OF SOUL /RE-BIRTH as a result there is a Appeal that not to waste the Time in the stuffs of Mr. Muhammad Shakeel bin Hanif !!
If you feel to address any Comment or Provide any Suggestion regarding this Blog, Just mail it at
ahlehaqq@yahoo.com we will definitely put forth the same !!

Saturday, 9 September 2017






Tamaam
18 Audios ko
Khud bhi
Suniye aur
whatsapp aur
dusre Media ke
zariye logon ko
Pahochaakar
Khudke aur
uunke Imaan ki
Hifaazat ka
Sabab bankar
Sawaab e Zaariya
haasil kijiye...

Fake jesus/
Nakli isaa
yaani Jhutha
Hazrat Ji
(ya Joker Ji) 
Shakeel Bin
Hanif lanatullah
Chhupaataa Kyu hai
Muslim Shareef
ki wo Hadees
jisme Hazrat
Tameemdaari razi
ne Insaani
Face wale
Dajjaal se
Mulaaqat
ki thi uuska
Sabut hai ??
HAZRAT-JI- (jhutha) MD-SHAKEEL- BIN-HANIF KI ASLIYAT ZAAHIR KARNEWALA Blog No. 3





Sawaal No.         



1 - 101
02/02/2014 se 20/12/2015

America, Africa
aur France ye
3 Mulko ke
Naam ki
is tarah
Galat/False
spelling likhkar

ameriKAFIRance


afriKAFIRrance

AMERICA
AFRICA
FRANCE

KO DAJJAAL
MAANNE AUR
MANWANEWALA
GREAT INDIAN
~ J O K E R ~
YAANI
Imaan (Belief)
ka Lootera yaani
• Khudsaakhta/
(Self-Proclaimed)
i'saa bin maryum
(jhutha/fake)
yaani 
• BaZaam e Khud/
(Self-Styled)
imaam mehdi
(jhutha/fake)
yaani
jhutha/fake
aur
BanBaithaa/
Self-Seated
" Hazrat Ji ''
(Paa Ji :-)
yaani Haqeeqatan
md. Shakeel 
bin Hanif
lanatulaah
yaani
Rais ul Fitnaah,
Cheater e Aazam,
DarBhanngiVee,
Bihari,
Laxmi NagarVee,
Aurangabaadi,
MumbaiVee,
DozakhVee
ko 101 
Dimaag Faad 
Sawaalaat : 

Fake mahdi/i'saa Md. Shakeel Bin Hanif known as 'Jhutha Hazrat Ji' throughout the Muslim World. 

 
"NA-ZA-LA" 
" aN-ZAL-NA 
yaani  
UUTARNA  
ya  
THAHAIRNAA  
ya  
PAIDAAH HONAA ?? 


aye,
md. Shakeel
bin Haneef lanatullah
(urfe Jhuthe mahdi,
jhuthe isaa bin maryum),
Sawaal No. 1 se 12
se pehle ye 
Yaad kar : 

* Tuney khudko
i'saa bin maryum
saabit karneke liye
jo Hadees ka
jhutha Tarjama
pesh kiya hai,
padh wo
Bukhari shareef ki
Saheeh Hadees,
Ulama ka Saheeh
Tarjama aur
Tera Galat
Tarjama :

HADEES NO. 1

* Kayfa Antum izaa 
NA-ZA-LA 
Ibn e Maryum
Fikum wa
Imaamukum
Minkum 



Tera Jhutha
Urdu Tarjama : 
Teri 29/08/2014 ki kitab ke safa no 27 ki line no. 4 se 8 : -


Tumhara kya hal hoga us wakt jab maryum ka beta Thairega tum mein pas tum me se hi (paida hoker) tumhari Imamat karega.


Tera Jhutha
English Tarjama :
(jo wikipedia mein Tuney dala hai)

How will be
you when son
of Mary will
STAY amongst
you and he will
be your Imam
from you.
(i.e from this
Ummah) 
(NAZALA = STAY??
hahahahahahah :-)

HADEES NO. 2

 
Mafhumi Tarjama :

Maseeh yaani Hazrat Maryam razi ke betey Rasul aur Nabi Hazrat I’saa bin Maryam a.s ka jab ALLAH “Nuzul” karenga toa Hazrat I’saa bin Maryam a.s Damascus City ke Mashriqee (eastern) jaanib Sufaid minaarey par uutrenge uus waqt Hazrat I’saa bin Maryam a.s khushbudaar zaafraani kapde mey honge aur Do (2) Farishton ke Paron (wings) par Hazrat I’saa bin Maryam a.s ke dono baazu (haath) rakhe huwe honge 
(Muslim Sharif) 

* Hazrat I'saa
bin Maryum a.s. 
ko Aasmaan par 
Zinda 
uuthaa liya gaya
tha aur
Saheeh aHaadees 
ke mutabiq 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
dobara Dunya 
mein Tashreef 
laayenge 
is baat ko
Tu bhi
Qubuul karta hai
ye Tu Teri
kitaabo mein 
likh chuka hai, 
Right ??
* aHaadees mein 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ke dobara
Dunya par
Tashreef laane
ke uunwaan par 
aHaadees mein
jaha jaha 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ka Zikr hai 
waha waha 
"N A -Z A-L A" 
Lafz aaya hai , 
Right ?? 
* Tamaam/Total
Lugat/Dictionaries
mein  Lafz e 
"N A-Z A-L A" 
ka matlab 
Uutarnaa likha hai, 
Right ?? 
QurAan mein
jaha jaha 
"aN-ZA-L-NA" 
lafz aaya hai 
waha waha 
Tarjama 
"Uutarnaa" 
likha hai 
jaisey ki 
"iNna 
"aN-ZA-L-NA" 
fee Lai Lateel 
Qadr, 
Right ?? 
* Landing ke
pehle Gulf ki
Tamaam Airlines
mein Landing
ke muttalliq
Ailaan/
Announcement
mein Lafz e 
"N A-Z A-L A" 
bola jata hai, 
Right ?? 

Sawaal No. 1

jab Tamaam 
Lugat (Dictionary) 
mein Lafz e 
"N A-Z A-L A" ya 
"aN-ZA-L-NA" 
ka matlab 
(uupar se, aasmaan se) 
Uutarnaa likha hai 
toa Kyu Tuney 
Teri 29/08/2014
ki Urdu Kitaab ke 
Page No. 
27 ki 4 se 8 lines
mein Bukhari shareef
ki uupar likhi
Hadees ke 
NA-ZA-LA lafz ka 
Saheeh Tarjama 
Uutarna ya 
Naazil hona 
ye karne 
ke badle 
Tuney 
Kaus/Brackets 
ke Bahar 
"Thehairna" 
ye Jhutha Tarjama 
aur Kaus/Brackets
ke Andar 
"Paidaah" 
hona ye 
Jhutha Tarjama 
karke Uummat ko 
Tu kyu Gumraah 
kar raha hai
jab ki  Tuney hi
Terey Wikipedia
ke page mein
isee Hadees ke
English Tarjame mein 
NA-ZA-LA 
ka Tarjama
Paidaah/Birth 
NAHIN likha ?? 


Sawaal No. 2

Agar Lafz e 
NA-Z A-L A 
aN-ZA-L-NA
YANZULU 
ka matlab 
TERI GUMRAH 
AQAL KE 
MUTABIQ 
PAIDAAH
hona hota 
hai toa 
phir Tune 
PAIDAAH 
lafz 
KAUS/BRACKETS 
mey kyu 
likha hai, 
DIRECT KYU 
NAHIN 
Likhaa??

Sawaal No. 3

Aur Terey 
English Tarjame 
mein toa 
KAUS/BRACKETS 
mein bhi 
kyu kyu 
BORN/PAIDAAH
hona NAHIN likha ?? 

Sawaal No. 4

Ek taraf Tu 
NA-Z A-L A 
aN-ZAL-NA
YANZULU
ka Tarjama 
PAIDAAH 
hone se 
karta hai aur 
Dusri Taraf 
jab IBN E 
MARYUM a.s. 
Do (2) Farishton 
ke Paron (wings)
par  Apney donon
Baazu (Haath) 
Rakhkar 
Damaascus 
ki Masjid
ke Sufed (White)
Minaare par
YANZILU 
Naazil honge 
wali Hadees 
ke mutalliq 
Tu hi 
YANZILU 
ka Tarjama 
PAIDAAH
hone se
Naa karte hue
Delhi ki 
masjid mein
THEHAIRNEY 
se karta hai, 
Yaha
YANZILU 
ka Tarjama 
PAIDAAH 
hona
DIRECT YA 
KAUS/BRACKETS 
mein bhi kyu 
NAHIN karta ?? 

Sawaal No. 5

Kya Kya
Hazrat I'saa
Ibn e Maryum a.s. 
Do (2) Farishton 
ke Paron (wings)
par  Apney donon
Baazu (Haath) 
Rakhkar
Damaascus 
ki Masjid ke 
Sufed Minaare  par
YANZILU 
Yaani
Minaare par
PAIDAAH
honge ?? ya
THEHAIRENGE ??

(hahahaha :-)

Sawaal No. 6

Kiraaman-Kaatibin 
toa sab ke 
sath hai aur 
kisi ka Haath 
Kiraaman-Kaatibin 
ke Paron par 
Nahin hota 
ye jaante hue bhi
Tu Do (2) Farishton 
ke Paron (wings) par 
donon Baazu (Haath) 
Rakhne ko 
Kiraaman-Kaatibin 
se kyu sabit
karta hai ?? 


Sawaal No. 7

Jab Hazrat I'saa a.s.
2000 Saal pehle
Paidaah hue thay
tab uunke saath
Kiraaman-Kaatibin
thay ya Nahin ??

Sawaal No. 8

Jab Tu 1970 mein
Paidaah hua tha
tab Terey Sath bhi
Kiraaman-Kaatibin
thay ya Nahin ??

Sawaal No. 9

Agar Lafz e 
"N A-Z A-L A" ya 
"aN-ZA-L-NA" 
ka matlab 
TERI GUMRAH 
AQAL KE 
MUTABIQ 
PAIDAAH 
hona hota 
hai toa bhi
Kayfa antum iza 
NA-ZA-LA 
Ibn e Maryum 
Fikum...
ke Mutabiq 
ye Pesheengoee 
bila Baap ke 
• IBN E MARYAM 
yaani 
• MARYAM KE BETEY 
yaani 
• I'SAA a.s. 
ke liye hai, 
• TEREY LIYE 
yaani 
• IBN E HANEEF 
ya 
• IBN E SANOBAR
BEGUM 
ke liye 
Kaisey ho gayi ?? 

Sawaal No. 10

koi bhi Insaan 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
hone ka 
Jhutha Dawaa 
Naa kar sakey 
isliye hi 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ki Wilaadat 
Baap bagair 
Maa Maryum razi 
ke Pet se 
huee thi aur 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
IBNE MARYAM 
ke Naam se 
MashHuur hue 
ye ALLAH ki 
Hikmat jaante 
hue bhi 
aye Shakeel, 
Tuney 
Kyu Kyu 
i'saa bin 
maryum 
ki hasiyat se 
Paidaah honeka 
Jhutha Daawa 
karke Dozakh 
ko apna 
Thikana bana 
liya ?? 

Sawaal No. 11

Saheeh  aHaadees 
ke mutabiq 
Qurb e 
Qayamat 
DAJJAAL 
ka Khuruj aur 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ke Zariye 
DAJJAAL ka 
Khaatma 
ALLAH 
ne Tay kiya 
tha isliye 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ko Aasmaan 
par Zinda 
uuthaa liya 
gaya tha 
taake 
Qurb e 
Qayamat 
DAJJAAL 
ke Khuruj 
ke baad 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ko Aasmaan se 
NAZEEL karke 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ke Zariye 
DAJJAAL ka 
Khaatma kiya 
ja sakey, 
agar kisi 
Dusre Insaan 
ke Zariye 
DAJJAAL ka 
Khaatma 
ALLAH 
ne Tay kiya 
hota toa 
Hazrat I'saa bin 
Maryum a.s. 
ko Aasmaan 
par Zinda 
uuthaaya 
Nahin jata 
ye ALLAH ki 
Hikmat jaante 
hue bhi 
aye Shakeel, 
Tuney 
Kyu Kyu 
i'saa bin 
maryum a.s.
ki hasiyat se 
Paidaah honeka 
Jhutha Daawa 
karke Dozakh 
ko apna 
Thikana bana 
liya ?? 

Sawaal No. 12

kuchh waqt ke liye ye
Maan bhi liya
jaaye ke
Hazrat I'saa bin
Maryum a.s.
dobara Janam
lenge toa bhi
"Tu" "HI"
Hazrat I'saa bin
Maryum a.s.
ka Dusra aur
Naya Model hai
ye kaise saabit
honga ?? 

Sawaal No. 13

Agar Lafz e 
"N A-Z A-L A" ya 
"aN-ZA-L-NA" 
ka matlab 
TERI GUMRAH 
AQAL KE 
MUTABIQ 
PAIDAAH 
hona ya
THEHAIRNA
hota hai toa
Kya Kya
Hazrat Isaa a.s.
Minaare par
"Paidaah"
honge ya
Thairenge ?? :-) 

Sawaal No. 14
Damascus ka
Matlab/Tarjama
Delhi kaise
ho gaya ??
(hahaha :-) 

(jab hadees bayaan ki gayee thi tab Damacus city toa thi magar Delhi city nahi thi, Delhi city toa 736 AD mein wujud mein aayee thi) 

Sawaal No. 15

East Delhi ki Sufed (white) Minaare wali Masjid jiske  Minaare ke nichhey wali jagah ke paas Ramazaan mein Tu Iteqaaf 
karta tha uusko Damascus ki Sufed (white) Minaare wali Masjid kehte hue Tujhe Sharm Nahin aati ?? 

Sawaal No. 16

Kiraaman-Kaatibin 
toa sab Insaan ke 
sath hai aur 
kisi ka Haath 
Kiraaman-Kaatibin 
ke Paron par 
Nahin hota 
ye Haq jaante hue bhi Landing karaneywale Do Farishton ko Kiraaman -Kaatibin kehte hue Tujhe Sharm Nahin aati ?? 

Sawaal No. 17

Kuchh waqt ke liye ye Maan bhi liya jaaye ke Hazrat I'saa bin Maryum a.s. Delhi ki Sufed (white) Minaare wali Masjid par Naazeel honge toa bhi " TU HI" Hazrat I'saa bin Maryum a.s. ka Dusra aur Naya Model hai ye kaise saabit honga ??

(hahaha :-) 


Sawaal No. 18

Nuzul ke waqt Hazrat I’saa a.s. ke dono Haath Do (2) Farishto ke Paro (feathers) ke uupar honge jisko Tu Kiraaman-Kaateebeen se Taabir karta hai toa phir ismey Hazrat I’saa a.s ki khususiyat kya rahi??

Sawaal No. 19

East Delhi ki White Minaarey wali Masjid ke Minaarey par Tu Thairaa tha yaani Terey Hisaab se Tu Naazil huaa tha ye Tera Daawa hai toa ye Bata ke Nuzul ke waqt Terey dono Haath Do (2) Farishto ke Paro (feathers) ke uupar thay ya Tu Parachute se Naazil hua hai??

(hahaha ;-)

Sawaal No. 20

Tammam Sahaaba rizwn.
toa Ara'bee ke Maaheer thai, Agar Kayfa Antum izaa NA-ZA-LA  Ibn e Maryum Fikum wa Imaamukum Minkum ka matlab Ibn e Maryum a.s. (Tu Nahin) ka Wilaadat e Saani (second Birth/Re-Birth-PunarwaJanam) hota toa Sahaaba rizwn. Ne RasulALLAH sal ko Kyu koi bhi Sawaal Nahin Jab ki Deen-e Islaam mein Wilaadat e Saani ka koi Tasawwur (concept) ya Aqeedaah (Belief) Nahin hai ??

Sawaal No. 21

Asal Injeel (Bible nahin) ki Shakal bhi Tuney Nahin dekhi phir bhi Tune Daawaa kiya hai ke Injeel mein ye likha hai ke Aakhri Rasul-Nabee 'Faraan' Naam Pahaad (jo Makkaah mein hai) se Dus Hazaar Muqaddas Sahaaba rizwn. ke saath Aatishi-Roshan ShariAt ke saath Zaheer honge lekin RasulALLAH sal toa Paidaah hue thai is tarah I'saa bin Maryum a.s. bhi Nazeel honge ka Matlab Paidaah honge !!!!!!!!!!!!!!

Waah Shakeel Waah !!!!!!!!!

Zaheer hone mein aur Naazil hone mein Farq hai ya Nahin ??
RasulALLAH sal Paidaah Nahin honge, direct Zaaheer honge ye toa Teri Injeel wali Peshingoe mein bhi Nahin likha jab ki Ibn e Maryum a.s. ko toa 2000 Saal pehle hi Paidaah ho chuke hai aur uunko Aasmaan par Zinda uutha liya gaya hai ispar Tera bhi Imaan hone ke baawajud Tuney sirf Khudko i'saa saabit karne ke liye hi I'saa a.s. Paidaah honge ka Jhuth chalaya hai Naa ??


Sawaal No. 22

Tu kahta hai ke agar Raat ke 4 Baje Hazrat I'sa a.s. Aasmaan se Naazeel honge toa jisne ye Nahin dekha honga ye kaise maanenga ke Hazrat I'sa a.s. Aasmaan se Naazeel hue hai !!
(hahaha ;-)

* Kya Tu ye Nahin jaanta ke aHaadees ke mutaabiq jab Hazrat I'sa a.s. Aasmaan se Damascus mein Naazeel honge tab Namaaz ki Iqaamat ho chuki hongi ??
* Tu ye bhi toa jaanta hai Naa ke Hazrat I'sa a.s. es Namaaz mein Shameel bhi honge ??
* Kya Raat ke 4 baje koi Namaaz ki Iqaamat hoti hai ??
Aaj har Insaan ke paas Camera hai, Kya koi iske sabut ki shooting/video recording karke Nahin rakhenge ??
* Jab Asli I'saa Bin Maryum a.s. aasmaan se Naazeel honge toa eski Video/Tasveeron ke saath Khabre Net, TV aur Akhbaaron mein Nahin aayengi ??
______

Punch Lines :-

* Dunya ke Tamaam Musalmaano ka es par Imaan hai ke Qayaamat tak sirf Nahej e Nabuwat hi Dunya aur Aakhirat ki Kaamyaabi ka Sabab hai !! Shakeel Bin Haneef agar mahdi/i'saa hone ka Jhutha Dawaa Nahin bhi karta toa bhi ALLAH ke Taraf se ilhaam ya Wahee ke Zariye Nayee Nahej  ka Jhutha Dawaa karne par bhi Shakeel Bin Haneef aur uuske Jhuthey Dawey ko Haq  Maannewale Cheley Kharij e Islaam ho gaye hai !!
* Thodi dair ke liye ye Maan bhi liya jaaye ke DAJJAAL koi Hath-Pair-Jism wala Shakhs (human being) Nahin Fir bhi Shakeel Bin Haneef ka mahdi/i'saa hone ka Dawaa Jhutha Nahin hai ye essey kaha Saabit hota hai ?? :-)
Thodi dair ke liye ye Maan bhi liya jaaye ke i'saa Paidaah honge Fir bhi Shakeel Bin Haneef esmein kaisey kaha 'FIT' ho sakta hai ?? :-)
* Thodi dair ke liye ye Maan bhi liya jaaye ke Minkum se Muraad Hazrat I'saa a.s. hai Fir bhi Shakeel Bin Haneef esmein kaisey kaha 'FIT' ho sakta hai ?? :-)
* Airplane is Landing...Hawaai Jahaaz Uutar raha hai...ye Jumley mein Sky/Aasmaan lafz Nahin hai phir bhi Chhota Bachcha bhi Samaj jayenga ke Airplane/Hawaai Jahaaz  Sky/Aasmaan se Land ho raha hai/uutar raha hai lekin...Haai Re Afsoos....Shakeel Bin Haneef aur uuske Aqal se Paidal Cheley kahenge ke es jumley mein Aasmaan Lafz Nahin hai es liye Airplane/Hawaai Jahaz Paidaah ho raha hai :-)
*  Hadees mein kahi bhi Nahin likha ke Hazrat I'saa a.s. ko Khud ko I'saa saabit karne ke liye Shakeel Bin Haneef ki Tarah hi Qism-Qism ki Tricks ka Sahara lena Padenga aur Shakeel Bin Haneef ki Tarah hi Chuhe ki Tarah Chhupkar Rahna Padenga...:-)

Shakeel Bin Haneef ka GuruGhantaal Mirza Ghulam Ahmad Qaadiyaani ko uuskey Ek Dost ne Puchha ke Tuney mahdi aur i'saa hone ka Jhutha Daawa toa kar diya lekin teri Mavt tak Hazrat Imaam Mahdi razi. aur Hazrat I'saa a.s. se Juudee hue Peshingoeyaa (prediction) Puri Naa hue toa ??
Mirza ne Jawaab diya ke Abhi toa mai Chelo ko Lottery ki tarah aas mein Ghuma Raha hu, agar Mujhe Mavt aagayee toa Qabr mein Mujhe Kaun Puchhney aayenga ??  :-)
*  Thodi der ke liye maan bhi letey hai ke Imaan Mahdi ki Paidaaeesh Darbhanga-Bihaar mein ho sakti hai aur I'saa a.s. ka Nuzul bhi Delhi ki Sufed Minare wali Masjid ke Minare par ho sakta hai toa bhi es mein Shakeel Bin Haneef kaha Fit hota hai ?? Delhi mein toa Hazaaro Rahul rahte hai toa kya har Rahul Naam ka Shakhs Rahul Gandhi ho jaayenga :-)
* Hazrat I'saa Bin Maryum a.s. ka Nuzul Do Farishto ke Saath hone ka taskeeraa Hadees mein hai essey bhi Saaf taur par Saabit hota hai ke Hazrat I'saa Bin Maryum a.s. Paidaah Nahin honge, Naazeel honge kyuke Paidaah hote waqt se Mavt tak Kiraaman-Kaatibeen toa Har Insaan ke saath hote hai !!
* Jhuthi Hadees mein bhi Laa Mahdi illa I'saa Bin Maryum kaha gaya hai yaani  Laa Mahdi illa Shakeel  Bin Haneef  Nahin kaha !!  Thodi der ke liye ye maan bhi liya jaaye ke Laa Mahdi illa I'saa Bin Maryum ke Mutabiq  Imaam Mahdi razi. hi Hazrat I'saa Bin Maryum a.s. hai toa bhi esmein Shakeel Bin Haneef Kaha Fit hota hai ?? :-)
* Koi bhi Hazrat I'saa bin Maryum a.s. hone ka Jhutha Dawaa Naa kar sakey isliye hi Hazrat I'saa bin Maryum a.s. ki Wilaadat Baap bagair Maa Maryum razi ke Pet se huee thi aur Hazrat I'saa bin Maryum a.s. IBNE MARYUM ke Naam se MashHuur hue ye ALLAH ki Hikmat hai !! 

*  koi Obama hone ka Daawa karey toa wo Obama nahin ban Jata itni saadi samaj bhi Shakeel Bin Haneef ke Chelon mein nahin hai :-)
* Shakeel Bin Haneef ka Daawaa hai ke 1991 mein uusko Nayee Nahej di gayee thee, Hadees ke Mutaabiq Zuhur baad Imaam Mahdi razi. sirf 9 saal mein Puri Dunya ko Fatah kar lenge jab ki Shakeel Bin Haneef Inn 24 Saalon (1991 se 2015) mein Ek Chhotasa Goan bhi Fatah Nahin kar saka hai :-)
*  Shakeel Bin Haneef ne ye Nahin Socha ke Tamaam Ambiya a.s. Dubara Maa ke Pet se Paidaah hokar Bait ul Muqaddas mein Tashreef Nahin laaye thai jab ki Shakeel Bin Haneef toa Wilaadat e Saani ke tahet i'saa ki hasiyat se Paidaah hone ka BeBuniyaad Jhutha Daawaa kar raha hai !! :-)

* Hazrat Maa Maryum a.s. ke Pet ke ilawa Aur koi bhi Avrat ke Pet se Paidaah hua Shakhs i'saa yaani Ibn e Maryum yaani Bin Maryum Ho Hi Nahin Sakta Chaahe uuska Hulya-Baal-Rang I'Saa a.s. se Kitna bhi Chaspa/Match hota ho !! :-)
*  Thodi der ke liye maan bhi liya jaaye ke Safar e Mearaj mein Bait ul Muqaddas aur Aasmaan mein Hazrat I'saa a.s. ke alag alag Do Huliye thai toa bhi Es se ye Kaha Saabit hota hai ke Hazrat I'saa a.s. ne Do Martaba Maa ke Pet se Janam liya tha aur esmein Shakeel Bin Haneef Kaha Fit hota hai  ?? :-)
* Bichaare Shakeel Bin Haneef ko mahdi/i'saa ka Jhutha Daawaa bhi karna Pada aur Apney Cheley cum Agent ke zariye Khudkee Daawat-Prachaar-Ishtiyaar-Ad bhi chalanee-karnee padti hai...Suraj aur Chaand ko Apney Suraj-Chaand hone ka Naa Dawaa karna Padta hai Naa Daawat Chalani Padti hai waisey hi aHaadees ke Mutabik Hazrat I'saa Bin Maryum a.s. aur Imaam Mahdi razi. ko Naa Dawaa karna Padenga Naa Dawaat Chalani Padengee ye Haq jaante hue bhi Shakeel Bin Haneef ke Cheley Khudko aur Dusro ko Dhokha de rahey hai :-(

* Chelon ko Puchaa jata hai ke Tum ne Shakeel Bin Haneef ko mahdi/i'saa Kyu Qubul kiya hai toa wo kehte hai ke Shakeel Bin Haneef ke Sidhe Baal hai, Gaadaa-Gandumee Rang (Brownish Black) hai aur 5.5 ka Darmiyaani Qad hai :-) ...Aisey toa Laakho Musalmaan India aur Dunya mein Mavjud hai toa kya Sab ke Sab mahdi/i'saa hai ?? :-)
Notes :-
1) Hadees mein Gandumee Rang likha hai yaani Brownish jab ki Shakeel ke Cheley Gaada-Gandumi kehte hai :-)
2) Shakeel ka Qad 5.5 hai jissey koi bhi Darmiyaani Nahin kahenga, Darmiyani 5.7 se 5.9 walon ko kaha jata hai :-)

Note :
Is Blog ko Padhne
waale saathi bhi
agar is Abul Fitna –
RaisaulKazeebeen
Md. Shakeel Bin Hanif
ko koi sawaal puchna
chahte hai toa
wo apney sawaal
ahlehaqq@yahoo.com
par send kar de …
Editorial : Dr. Sayyed, D.M (Bom.)
























1 comment:

  1. soheb salahi (darbhanga) bihar16 January 2014 at 20:28

    Shakil bin hanif ne pahla sirf mahdi ka hi dawa kiya tha magar kuch wakt ke baad uske haqiqi bhay ne isa banne ka zahir kiya is liye is ne khud hi mehdi ke sath sath isa bhi banne ja faysalah kiya warna us ka bhay maidaa maar leta - mai dono se achchi tarah waqif hu

    ReplyDelete