Both Christians and Muslims believe that Prophet Jesus (pbuh) / Hazrat I’saa (a.s) was raised alive to Sky by God and he will return to this Planet with his original body but a Mr. Muhammad Shakeel bin Hanif, has falsely Claimed that the Soul of Prophet Jesus (pbuh) / Hazrat I’sa (a.s) has arised in his body However in fact, both Christianity and Islam doesn’t belief the Concept of TRANSMISSION OF SOUL /RE-BIRTH as a result there is a Appeal that not to waste the Time in the stuffs of Mr. Muhammad Shakeel bin Hanif !!
If you feel to address any Comment or Provide any Suggestion regarding this Blog, Just mail it at
ahlehaqq@yahoo.com we will definitely put forth the same !!

Sunday, 3 April 2016

Shakeel bin Hanif
par beshUumaar
Laanat ho....






_______________________________________________________
_______________________________________________________

Raees uutTableegh
JamaAt
Hazrat Mavlana
SAad Sahib db
se Appeal :

03/04/2016

Muhataram
Hazrat ji

asSalaamuAlaikum
wrwb,

Aap toa
jaantey hee
honge ke
Fitnaah e
Shakeel bin Hanif
Tezee se badh
raha hai aur
Shakeel bin Hanif
lanatullaah
ke Gumraah
Chelon mein
80% log
Tableegh ke
Naye/Puraaney
Saathee
hee hai aur
Aaj bhee
Shakeel bin Hanif
lanatullaah
ke Gumraah
Cheley/Cheleeyaan
Shakeel bin Hanif
lanatullaah
ko Bayet
karwaney kee
Daawat
Naye/Puraaney
Tableeghee
Saatheeyo/
Masturaat
mein hee
Chalatey/Chalaatee
hai aur logon ko
JamaAt kee
Shakal mein
Aurangabaad kee
Bastee e
Jhutha Hazrat ji
le jaaney
kee Tashkeel
bhee hamarey
Naye/Puraaney
Tableeghee
Saatheeyo/
Masturaat
kee hee
kartey/Kartee
hai esliye
Aap se
Appeal/
Darkhwaast
hai ke
ALLAHwaastey
India kee
Tamaam
Masjeedwaar
JamaAt ke
Saatheeyo ko
Hukm dijiye ke
wo Tamaam
Naye/Puraaney
Tableeghee
Saatheeyon ko
Fitnaah e
Shakeel bin Hanif
se Bachaaye aur
saath mein
har Chhotey-Badey
Ijtemaao kee
Deenee Baaton
mein bhee
Kuchh Baatein
Radd e Shakeel
Bin Hanif
ke Mutalliq
Bataayee jaaye
Taakey Zubaan
se bhee ye
Naye aur Tezee
se Badhneywale
Fitnaah/Buraaee
ko Rookney kee
Sunnat Ada ho
jaaye...

Aap ko
Baanee e
Tableegh
JamaAt
Hazrat Mavlana
Ilyaas rh kee
Ek Qeemtee
Baat Yaad
Dilaaney kee
Ijaazat le raha
hu ke
Hazrat Mavlana
Ilyaas rh ne
Farmaaya tha ke
Uusul kee
Wajeh se
JamaAt se
Saathee Tuutney
Naheen Chaheeye,
Jab Saathee hee
(Fitnaah e
Shakeel Bin
Hanif mein)
Chaley Jaayenge
toa Uusul par
Kaun chalenga...


jazaakALLAAH

wassalaam,

Aapka khaadeem,

Dr Sayyad Hazrat,

Mumbai

No comments:

Post a Comment